Main ek entrepreneur aur speaker hoon, jo aaj ki generation ke real-life issues ko bohot close se dekh raha hoon. Yeh space kisi gyan parosne ke liye nahi hai, balki mere un experiences aur thoughts ka collection hai jo aapko aapki life ke challenges se deal karne mein madad karenge